cutefriend said:ha ha ha samjh hi nai hia is ko
cutefriend said:
rapunzel said:he is saying tum mein sharam kam hai
han woh yeh bhi keh raha hia ke kis besharam (rr) se behes ker rahye ho
cutefriend said:oye yeh budha uncle kidher se a gaya
Doctor Sam said:
red rose said:acha kiss badmash ki bat horahi hai kahiin meri to nahi
shayad...
mujhe to bhool e gya k kis ki baat ho rahi hey..
SupidGuy said:
Winter's Pitaai
yaar when i was a kid tu Isloooooo mai bohat sardi hoti thi.infact mujhe kuch ziadah hi lagti thi.......hamray paas ek choota sa Shoona sa Heater thaa....jab raat mai ziadah sardi hoti thi tu ham behan bhaai sab mil ke ek Blanket mai ghuss jate thay.........kitta maza aata thaaaa..........Woh Heater hamien ham ke Nana aur Naani Ji ne Gift dia thaa...
woh Heater naa itta pala shaa tha ke kya bataoon.........uss se ham Blanket garam karni ki bajaye khailte rahte thay...... jab uss ke opar haath rakhoo tu..... woh bohat garam ho jata thaa aur ziadah Heat Produce karta thaa........
ek din mere aur mere baray bhaai ki Aapas mai uss Heater ke peechay larai ho gai.......
aur Mere Baaoo Ji ne ham dono ki Khoob Chitrool ki..............
ussi Paalay shay Heater ki Paali aur Mooti she Wire se ham Dono Bhaioon ki pitaai hoi....
yaar really mai abhi yaad kar ke bohat maza aa raha hai...........
Baoo Ji ne Zoor se Wire mujhe maari jo mere Galay se Lipatt gai..............Oh Man,suchi mai uss time chala ke Ek Damm se Badan Garam kaise hota hai?????
uss kaa Baaoo Ji ne Heater Daram se Toor dia..............
hamara pala sha Heater......
magar uss palay shay Heater ki woh Manhoos Wire bohat arsay tak Zindah rahi aur uss se ham sab ki bohat Pitaaiaan hoi.(baad mai mein ne woh wire X kar di)
its a Winter's Pitaaii....
aur haan aap sab ke liye ek Advice hai.....
agar Winter mai Sardi lage tu Dont use Heater........Mar Khaao Maar ....uss se dono Benefits hein....
one is Electricity use nahi ho gi...
second is Heater ke bina hai Badan ek Damm se Garam ho jaye ga......
cutefriend said:
red rose said:
cutefriend said:pagal ho gaye ho kia
mujey kaisey kaha
tu aur kis ko